Skip to main content
Ab tak sab mila par tu nahi, ab tak sab mila par tu nhi......
Har dagar gaya, har manzil gaya , sab tha par tu nhi......

Har khushi mei sab saath h, par aisi khushi hi kya jisme  tu nhi
Har gam mei sab saath h, par kiske aad (aar) le kar rou agar tu nhi....

Upar wale kab tak dekhega, mai akela khada hu aur saath woh nhi,
Talash ki har jagah , har saksh mila par tu nhi......

Comments

Popular posts from this blog

Kyun naraaz hota hai bandya zindagi ke kimti lamhe yuh hi chale jayenge, Aajkal time aur kam hai 10-15 saal tou watsapp, facebook mei hi nikal jayenge !!
Mere Buzurg aaye thei pakistan se, Koi mar gaya koi marta bachta aaya pakistan se, Quota mila Pichro ko, quota mila inko unko, Naukri chor ke beech mei aya mera baap dada, Kisi ne na saath diya poochta mera buzurg tab kisko, Khud banaya nya aashiyan mere buzurg ne fir se, Ab tum sabko chahiye quota kis haq se, Talwaro se ladta marta aaya mere buzurg pak se, Kuch tou sikho mere buzurg se,  Patel, Jatt reservation na mango iss bharat maa se, Kuch tou sharam karo, Kuch seekho mere Buzurg se !!