Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2012
Ab tak sab mila par tu nahi, ab tak sab mila par tu nhi...... Har dagar gaya, har manzil gaya , sab tha par tu nhi...... Har khushi mei sab saath h, par aisi khushi hi kya jisme  tu nhi Har gam mei sab saath h, par kiske aad (aar) le kar rou agar tu nhi.... Upar wale kab tak dekhega, mai akela khada hu aur saath woh nhi, Talash ki har jagah , har saksh mila par tu nhi ......